naval kunwar natvar vapu kine | sis mukat anjan drig deene || 128 ||
नवल कुँवर नटवर वपु कीने। सीस मुकट अंजन दृग दीने॥१२८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Radha-mohan gaur-Shyam ki ati sundar jodi aaj to adhikadhik suhavni bani hai-chhaviman hai. 127 ॥ naval kunwar ne sir par mukut aur netron mein anjan dharan karke natvar-vapu dharan kiya hai