jetik ang sudhang ke, aru sangit praman |
aurain vidhi nirttat naval, naval-naval sur gaan || 147 ||
जेतिक अंग सुधंग के, अरु संगीत प्रमान।
औरैं विधि निर्त्तत नवल, नवल-नवल सुर गान॥१४७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
nritya-kala ke sudhanga aadi jitne bhi ang hain aur sanleet-shastron mein jo pramanik sanleet hain, vivid rag-raginiyan hain, un sab ke swaroop ko nirasta kar ke yugal naval kuch naveen prakaar se nav-nav bhanti ke swar-gaan kar rahe hain, evam nritya kar rahe hain