eeshad haans dasan ati jhalkain | chhuti rahi kahun-kahun mukh par alkain || 33 ||
ईषद हाँस दसन अति झलकैं। छुटि रही कहुँ-कहुँ मुख पर अलकैं॥३३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha mukh ki mand madhur muskan ke madhya shubhra shwet dantavli ki dyuti apurv thi. Mukh-mandal par kahin-kahin alkavli ki bikhri hui jheeni-jheeni laten mukh-shobha ki abhivriddhi kar rahi thin