man rahyou uhin kuwari phiri ai | aur na kachhuvai baat suhai || 47 ||
मन रह्यौ उहीं कुँवरि फिरि आई। और न कछुवै बात सुहाई॥४७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
wah apna man priyatam ke samip chhodkar sakhiyon mein aa milin, kintu man:sthiti parivartit ho chuki thi. Unhen sakhiyon ke saath krida karna, vartalaap karna aadi sab apriy sa ho gaya