wah sahachri man mein ati mani | jini yah chabi mopai ju bukhani || 57 ||
वह सहचरि मन में अति मानी। जिनि यह छबि मोपै जु बखानी॥५७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
priyatam sochne lage, jis sahachari ne mujhe naval kishori Priya ka rup-rashi-varnan shravan karaya, mere liye wah badi hitaishi evam adaraniy hai