prem ki baat nipat atapti | soi janai jehi lagai chatapti || 72 ||
प्रेम की बात निपट अटपटी। सोई जानै जेहि लगै चटपटी॥७२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
astu, shri dhruvdas ji kahte hain ki premanubhuti ka vyakhyan kar sakna atyant jatil prasanga hai. Ise varnan ke dwara nahi samjhaya ja sakta. Prem anubhav-gamya hota hai