ati visal loini surang, sahaj raseele ahi |
prem-laj jal sao bhare, rahi avni tan chahi || 88 ||
अति विसाल लोइनि सुरंग, सहज रसीले आहि।
प्रेम-लाज जल सौं भरे, रही अवनि तन चाहि॥८८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri kishori ke ratnare, vishal nayan, jo sahaj raseele hain, prem-purn lajja evam ashru-binduon se purit rahne lage. Shri kishori stambhit bhav purvak sthir drishti se. Prithvi ki or takti rah jatin