॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 38.130

braj-leela

itni sunat saras hvai aaye | vichhure pran pheri manau paye || 130 ||
इतनी सुनत सरस ह्वै आये। विछुरे प्रान फेरि मनौं पाये॥१३०॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

Lalita ji ne kaha-he nandalal ! Main aaj naval ladili se tumhara milan avashya kara dungi. 129 ॥ sakhi ki baat sunte hi nanda-nandan prafulit ho gaye. Unhen aise laga jaise unke viyukta pran laut kar phir sharir mein pravesht ho gaye hon