kirti ju pani lagan kahiyan | kunvarhin nyauntan pathain maeeyan || 135 ||
कीरति जू पाँइ लागन कहियाँ। कुँवरहिं न्यौंतन पठईं मईयाँ॥१३५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha chaupai rani ki charan-vandana karke unke samip baith gayi. Kuch samay pashchat usne vartta prarambha ki. 134 ॥ Lalita ne kaha-he rani ju ! Hamari rani keertida ju ne aapko charan-vandana kahi hai evam aapke kunwar kanhaiya ko bhojnartha nimantran dene ko mujhe bheja hai