ati anand badhyau man manhin | baithe jai nikunjni chhanhin || 139 ||
अति आनंद बढ़्यौ मन माँहीं। बैठे जाइ निकुंजनि छाँहीं॥१३९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
isliye aap sheeghratapurwak inhe vastrabhushnon se susajit karke abhi isi kshan mere saath bhej deejiye. 137 ॥ sakhi ki baat sunkar nandarani Yashoda bahut prasann huin aur unhone bade utsah se apne naval lal ko naveen-naveen vastrabhushnon se susajit karke sakhi ke saath bhej diya. 138 ॥ nandagram se chalkar nanda-nandan evam sakhi anandit man se ek nikunj ki chhaya mein aa baithe