gayi livai tahan kar jorain | rajti jaha kuwari tan gorain || 172 ||
गई लिवाइ तहाँ कर जोरैं। राजति जहाँ कुँवरि तन गोरैं॥१७२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
aisa uttar dekar Lalita un poochne wali sab sakhiyon ki jignyasa shanta karke naval Shyam sakhi ka hath pakde hue use rajmahlon ke bhitar le garyin, jaha kanchan-tani shri vrishbhanudulari ka ekanta mahal tha