॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 38.193

braj-leela

pratham neh aisain bhayau, bina jatan aniyas |
yah ras gavat sunat “dhruv, hot ju prem prakas || 193 ||
प्रथम नेह ऐसैं भयौ, बिना जतन अनियास।
यह रस गावत सुनत “ध्रुव, होत जु प्रेम प्रकास॥१९३॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

punah wah kahte hain ki anyas sahaj hi avatar-leela mein yugal ka pratham prem milan ukta riti se sampanna hua. Is ras ka gaan evam shravan karne se upasak ke hriday mein nish‍chit hi prem ka prakash hota hai