nasa besri-nath bani, sohat chanchal nain |
dekht bhanti suhavni, mohe kotik main || 6 ||
नासा बेसरि-नथ बनी, सोहत चंचल नैंन।
देखत भाँति सुहावनी, मोहे कोटिक मैंन॥६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
priyatam ki nasika par nasa-mauktik evam Priya ki lalit nasa par nath shobhit hai tatha yugal kishor ke chanchal netron ki chavi, suhavni evam chapal chitvan koti-koti kamdevon ke bhi man ko mohit kar rahi hai