angni Bhushan jhalki rahe, aru anjan rang pan |
nav-sat sarwar ten manau, nikse kari asnan || 8 ||
अंगनि भूषन झलकि रहे, अरु अंजन रँग पान।
नव-सत सरवर तें मनौं, निकसे करि अस्नान॥८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal ke ang-pratyagyon mein vivid abhushan ki chabi jhalak rahi hai. Netr anjan se tatha adhar tambul ke arunim rang se ranjit hain. Aisa pratit hota hai ki yugal rasik abhi-abhi shodash shwringar rupi sarovar mein snaan karke nikle hain