chandrahar Muktavali, rajti dulri-poti |
pan-padik ur jagamgai, pratibimbit ang-joti || 11 ||
चंद्रहार मुक्तावली, राजति दुलरी-पोति।
पान-पदिक उर जगमगै, प्रतिबिंबित अँग-जोति॥११॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Priya ke vakshasthal par chandrahar, shri lal ke vakshasthal par mukta-malaen tatha yugal ke kanthadesh mein poton ki dulriyan shobhit hain. Isi prakaar donon ke vakshasthalon par anek mani-jatit pan evam padik jagamga rahe hain, jin par yugal ke shri angon ki jyoti pratibimbit ho rahi hai