param praveen sakhi taham rahhin | chhin-chhin prati nav-nav sukh lahhin || 2 ||
परम प्रवीन सखी तहँ रहहीं। छिन-छिन प्रति नव-नव सुख लहहीं॥२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jis prakaar rasik yugal prem, rup evam gunon mein param praveen hain, waise hi unki sakhiya bhi hain. Ve saath rah kar yugal ki seva karti hui pratikshan nitya nutan sukh ka labh leti rahti hain