sulap anup Charu chal greevan | sahaj sudhang vilas ki seevan || 22 ||
सुलप अनूप चारु चल ग्रीवाँ। सहज सुधंग विलास की सीवाँ॥२२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
anupam riti se sulap nritya karti hui Priya ki sundar greeva apurv bhanti se apna chanchalya prakt karti thi; kyonki shri Priya sahaj sudhanga-nritya ke vilas ki paravdhi hain