sravat drumni ten ras ki dhara | anand prem kiyau vistara || 31 ||
स्रवत द्रुमनि तें रस की धारा। आनँद प्रेम कियौ विस्तारा॥३१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Shri Priya-mukh-nihsrit sukomal saras vani-gaan ka shravan karke shri van ki harini evam bhramri to thkit ho hi garyi, vayu bhi thak gaya, uski gati avrudh ho gayi evam shri yamuna ka jal-pravah bhi stambhit ho gaya. 130 ॥ anand evam prem ka kuch aisa vistar hua ki Vrindavan ke vrikshon se ras-dhara sravit hone lagi