surapti, pasupti, Prajapati, vaibhav rahe nihari |
aisau tej-pratap tahan, sakat na koi sambhari || 32 ||
सुरपति, पसुपति, प्रजापति, वैभव रहे निहारि।
ऐसौ तेज-प्रताप तहाँ, सकत न कोऊ सँभारि॥३२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
surapti indra, pashupti shiv aur Prajapati brahma bhi bhaktivaibhav ka darshan karke thage se rah jaate hain. Bhakti ka vilakshan tej evam pratap akshunna hai, jise dharan karne ki athva samta karne ki samarth in sab mein se kisi mein bhi nahi hai