sunhun lal nav bal bali, baithi ati hath thaann |
maunn dharain nainna bharain, dai kapol tar paann || 22 ||
सुनहुँ लाल नव बाल बलि, बैठी अति हठ ठाँन।
मौंन धरैं नैंना भरैं, दै कपोल तर पाँन॥२२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
priyatam ka sandesh lane wali kushal sakhi ne Shri Priya ke chitt ki prem-dravit sthiti ko bhampkar maun dharan kiye hue apne kapol ke niche hath diye shok mudra mein, netr dabadbaye hue adig-bhav se sthit hai