premi malin na hoi 'dhruv' jakau ujjal hiya |
ik ras jake ur basain, rasik ladili-peey || 57 ||
प्रेमी मलिन न होइ 'ध्रुव' जाकौ उज्जल हीय।
इक रस जाके उर बसैं, रसिक लाड़िली-पीय॥५७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dharuvdas ji kahte hain ki ujjwal hridaywala premi niskapat evam vasna rahit hota hai, kyonki uske hriday mein nirantar rasik ladili-lal virajte hain