(shri) gopeenath pad ur dharain, maha gopya ras-sar |
binu vilumb avai hiyain, adbhut jugal-vihar || 5 ||
(श्री) गोपीनाथ पद उर धरैं, महा गोप्य रस-सार।
बिनु विलंब आवै हियैं, अद्भुत जुगल-विहार॥५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri gopeenath ji ke charnon ko hriday mein dharan karne se atyant gopneey ras ka bhi sar adbhut yugal-vihar shighr hriday mein aa jaata hai