pati, kutumb dekht sabai, ghunghat-pat diye dari |
deh geh bisaryau tinhin, (shri) mohan rup nihari || 6 ||
पति, कुटुंब देखत सबै, घूँघट-पट दिये डारि।
देह गेह बिसर्यौ तिनहिं, (श्री) मोहन रूप निहारि॥६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri mohanchandra ka rup-darshan karte hi nariyon ne deh-geh ki vismriti purvak pati evam kutumbadi ki parvah kiye bina apni lajja ka partyag kar diya tha