Shridhar Swami tau manau, Shridhar prakte ani |
tilak bhagwat kiyau rachi, sab tilakni parwani || 11 ||
श्रीधर स्वामी तौ मनौं, श्रीधर प्रकटे आनि।
तिलक भागवत कियौ रचि, सब तिलकनि परवानि॥११॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Shridhar Swami to mano sakshat Shridhar arthat bhagwan lakshmeenath hi prithweetal par prakt ho gaye, jinhone -Shri madbhagwat mahapuran ki tika likhi. Yah tika anya samasth teekaon se shreshth hai