rag-bhog adbhut vivid, jo chahiye jihi kal |
dinhin ladaye het sao Giridhar shri gopal || 16 ||
राग-भोग अद्भुत विविध, जो चहिये जिहि काल।
दिनहिं लड़ाये हेत सौं गिरधर श्री गोपाल॥१६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
uttamottam prakaar ke vivid vyanjan evam rag-bhog jab jaise aur jis samay arpit karne chahiye, wah sab unhone kiye aur is prakaar apne aradhya shri Giridhar gopal ko jeevan paryanta bade prem se dulraya