vish saman taji vishai-sukh, des sahit parivaar |
Vrindavan kaun yaun chale jyoun savan jal-dhar || 20 ||
विष समान तजि विषै-सुख, देस सहित परिवार।
वृंदावन कौं यौं चले ज्यौं सावन जल-धार॥२०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jab shri rup evam sanatan ji ke man mein shri Radha-Krishna ke anurag ki vridhi hui evam sansaar ki vinashwarta ki pratiti hui, tab unko sansaar se nirwed (vairagya) hua. 119 ॥ unhone sansarik sukh-bhog, janm-bhumi, parivaar evam samasth dhan-dhanya ko vishwat tyag diya aur vegavti shravan-sarita ki bhanti Vrindavan ke liye chal diye