ghamandi ras mein ghamdi rahyau, Vrindavan nij dham |
bansheevat-tat vas kiy, gaye syama-sham || 31 ||
घमंडी रस में घमड़ि रहयौ, वृंदावन निज धाम।
बंशीवट-तट वास किय, गाये स्यामा-स्याम॥३१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ghamandi arthat ghamandadevacharya Vrindavan-ras mein ram gaye the, unhone shri shyama-Shyam ka bhajan, gaan, chintan karte hue shri Vrindavan dham mein vansheevat ke samip yamunatat par vas kiya