Balkrishna-gati kaha kahun, kaisehun kahat banain |
rup ladili-lal kau, jhalamlat tihi nain || 54 ||
बालकृष्ण-गति कहा कहौं, कैसेहुँ कहत बनैन।
रूप लाड़िली-लाल कौ, झलमलात तिहि नैन॥५४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
] Swami shri Balkrishna ji ki prem-sthiti ka varnan shabdon mein nahi kiya ja sakta. Unke netron mein shri ladili-lal ju ka rup nirantar pratibimbit hota rahta tha