madhau Ramdas barsaniyan, braj-vihar ki keli |
gaye neeki bhanti sao, tehi ras mein rahe jheli || 96 ||
माधौ रामदास बरसानियाँ, ब्रज-विहार की केलि।
गाये नीकी भाँति सौं, तेहि रस में रहे झेलि॥९६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Madhav das evam shri Ramdas , Barsana ke nivasi santa the, jinhone shri thakur ji ki braj-leela vihar ke krida-kautukon ka uttam riti se gaan kiya hai aur ve usi ras mein magn rahte the