ek asanka ur badi, chitt rahyou vismai |
sarvopri sarwagya tum, hamhin dehu samujhai || 3 ||
एक असंका उर बढ़ी, चित्त रह्यौ विस्माइ।
सर्वोपरि सर्वग्य तुम, हमहिं देहु समुझाइ॥३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
pitaji mere man mein ek ashanka praval rup se jagrit hai aur uske karan mera chitt vismit (vibhramit) hai. Aap sarvopri sarvagya hain. Aap samasth gyan ke dharak hain