dukh payau jaha-jaha chit deeyau | ab haun pavat apnau keeyau || 10 ||
दुख पायौ जहाँ-जहाँ चित दीयौ। अब हौं पावत अपनौ कीयौ॥१०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
maine sansaar mein jaha-jaha man lagaya waha-waha dukh hi paya. Main apne kiye ka phal bhog raha hoon