jehi tan ban garjat rahe, adbhut kehri prem |
tamain pavain rahan kyau, gaj bihang mrig nem || 7 ||
जेहि तन बन गरजत रहै, अद्भुत केहरि प्रेम।
तामैं पावैं रहन क्यौं, गज बिहंग मृग नेम॥७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jis premi ke hriday rupi (aranya) mein adbhut prem-rupi sinh nirantar apni garjan karta rahta hai arthat sarvopri rup se nirantar nivas karta hai, us van mein nem dharm rupi hathi, hiran evam anya pashu-pakshi bhala kaise tik sakte hain ?