ekhi vay gun prem ras, rupru seel subhav |
adbhut jori bani dhruv, dekhi badhat chit-chav || 4 ||
एकहि वय गुन प्रेम रस, रूपऽरु सील सुभाव।
अद्भुत जोरी बनी ध्रुव, देखि बढ़त चित-चाव॥४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
rasik-swaroop ki visheshta doha yugal kishor ki vay (ayu), gunavli, parasparik vilas, prem, navanwayman rup, shil, namrata, mriduta yukt swabhav, sabhi kuch saman hain. Aisi adbhut mithun-murtti ko dekh kar dekhte rahne ka hi chav chadta rahta hai