yah ashtak ‘dhruv’ padhai jau, sandhya aur sabar |
taake hiyain prakas rahe, mitai trigun-andhiyar || 9 ||
यह अष्टक ‘ध्रुव’ पढ़ै जौ, संध्या और सबार।
ताके हियैं प्रकास रहै, मिटै त्रिगुन-अँधियार॥९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Shri dhuvdasji kahte hain ki jo koi sandhya evam prat--kal is “anandashtak ka path karega, uske hriday mein trigun janny andhakar ka vinash hokar sada prem ka prakash prakt hoga