bhajan kundliya mein rahau, pag bahir jini dehu |
ekai jugal-kishor sao kari 'dhruv' sahaj sanehu || 22 ||
भजन कुँडलिया में रहौ, पग बाहिर जिनि देहु।
एकै जुगल-किसोर सौं करि 'ध्रुव' सहज सनेहु॥२२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhuvdas ji kahte hain ki he upasko ! Aap bhajan rupi kundali (ghere) ke bhitar hi nivas karo. Kundali se ek pag bhi bahar mat jao aur sthir-bhav se keval shri ladili-lal yugal kishor se sahaj priti karo