prathamhi majjan keejiyai, sourabh ang lagai |
ta pachhain rachi-pachi karai, sundar tilak banai || 4 ||
प्रथमहि मज्जन कीजियै, सौरभ अंग लगाइ।
ता पाछैं रचि-पचि करै, सुंदर तिलक बनाइ॥४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sevak ko chahiye ki sarvpratham apne sharir par sugandhit tailadi sneh-dravy mardan karke swachchh surbhit jal se abhyanga snaan kare, tatpashchat lalat-patal par suruchipurna sundar urdhwapundra tilak ki rachna kare