nari kiva purush ho, jinikai man ih bhav |
din-din tniki charan-raj, lai-lai mastak laav || 6 ||
नारी किंवा पुरुष हो, जिनिकै मन इह भाव।
दिन-दिन तिनकी चरन-रज, लै-लै मस्तक लाव॥६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhruvdas ji kahte hain ki is prakaar ke sevanuragi, chahe ve nari sharir kiva purush shareerghari hon, sabhi vandaneey hain. Unki charan-raj sadaiv shirodharya karni chahiye