jyoun-jyoun tan ati jeeran bhayau | tyaun-tyaun lobh rog badhi gayau || 26 ||
ज्यौं-ज्यौं तन अति जीरन भयौ। त्यौं-त्यौं लोभ रोग बढ़ि गयौ॥२६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
dekhiye yah mera sharir jitna-jitna jarjar yane budha ho raha hai, utna-utna hi lobh rupi rog badhta ja raha hai