sahajhin jal aru prem kau, ek subhavhin jani |
chalat adhik tehi thaanv kaun, pavat jaha nivani || 21 ||
सहजहिं जल अरु प्रेम कौ, एक सुभावहिं जानि।
चलत अधिक तेहि ठाँव कौं, पावत जहाँ निवानि॥२१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
prem aur jal ki prakriti ek si hai ki wah jaha kahin dhalan kiva vinamrata dekhta hai, wahin adhikadhik pravahit hone lagta hai