man gati chanchal sabni ten, upjat chhin satrang |
aavat tabhin hath jau, rasikni kau hoi sang || 25 ||
मन गति चंचल सबनि तें, उपजत छिन सतरंग।
आवत तबहीं हाथ जौ, रसिकनि कौ होइ संग॥२५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
rasik-sang ki mahima doha sortha yah man atyant chapal hai, ismen pratikshan anek sankalpa-vikalpon ka srijan hota rahta hai. Isko vashwarti karne ka ek hi upay hai ki premi, rasik-bhakton ka sang kare