rasikni ke rahi sang, re man an vichar taji |
nainnin kau lai rang, mithun-rup-ras rangi kai || 28 ||
रसिकनि के रहि संग, रे मन आन विचार तजि।
नैननिं कौ लै रंग, मिथुन-रूप-रस रंगि कै॥२८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
he mere man ! Tu anya prakaar ke sadhno ka tyag karke keval rasik santon ka hi sang kar, evam un rasikon ke netron mein yugal-kishor ka jo prem-rang chhaya hua hai, us rup-ras se tu apne aap ko rag le