tabhin baid tasaun yaun kahi | karau jatan dukh jaihai sahi || 28 ||
तबहिं बैद तासौं यौं कही। करौ जतन दुख जैहै सही॥२८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
rogi ke rog ka nidan karke usse vaidyaraj ne kaha-dekho tumhara rog sadhya hai. Aushadh-upchar ka yatna karne se rog ki nivitti sambhav hai