karm-shradh mein kushal je, pitr-lok te jahin |
bhakt ganat nahin mukti kaun, aur lok kihi mahin || 46 ||
कर्म-श्राद्ध में कुशल जे, पितर-लोक ते जाहिं।
भक्त गनत नहिं मुक्ति कौं, और लोक किहि माहिं॥४६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shraddhadik-karmo mein nishtha rakhne wale ki gati pitr-lok tak hi simit hai, kintu bhagwadbhakta pitr-lok to kya, moksh ko bhi mahattwa nahi dete hain