so din kbahu aihai, man durvasan jahin |
saras chitt ahnis phiraun, saghan vipin ke mahin || 56 ||
सो दिन कबहूँ आइहै, मन दुर्वासना जाहिं।
सरस चित्त अहनिस फिरौं, सघन विपिन के माहिं॥५६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
kya jeevan mein kabhi wah shubh din bhi ayega, jab manogat durwasnaon ka“ ,nash ho kar main aharnish saras chitt se ras ghan vrindavipin mein vichran karta hounga