durlabh vrinda-vipin hai, rakhyau sab ten goi |
tehi thaan pavai rahan kyau, bhag-hin jo hoi || 73 ||
दुर्लभ वृंदा-विपिन है, राख्यौ सब तें गोइ।
तेहि ठाँ पावै रहन क्यौं, भाग-हीन जो होइ॥७३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Vrindavan dham param gopya evam dev-durlabh dham hai, ataev bhaktibhav-vihin abhaga vyakti yahan kaise rah payega ?