॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 13.75

bhajan-shat

je nar nindat mand-mati, Vrindavan kau bas |
supnehun paras na keejiyai, taji 'dhruv' tinkau paas || 75 ||
जे नर निंदत मंद-मति, वृंदावन कौ बास।
सुपनेहुँ परस न कीजियै, तजि 'ध्रुव' तिनकौ पास॥७५॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

jis alaukik prem dham Vrindavan mein shri Priya-lal ki saras prem-keli nitya sampadit hai, us Vrindavan ke atirikt anya kuch chitt mein nahi lana chahiye ॥ 74. Shri dhruvdas ji kahte hain ki jo buddhihin vyakti brindavan-vas ki ninda karte hain, unki samipita to tyag hi deni chahiye; kyonki ve sparsh ke yogya bhi nahi hai