bin arpe je jo kachhu, te lagat hain khan |
dekhau tihi aparadh kau, kaham lagi kahun praman || 82 ||
बिन अर्पे जे जो कछू, ते लागत हैं खान।
देखौ तिहि अपराध कौ, कहँ लगि कहौं प्रमान॥८२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
prabhu ko samarpit kiye bina jo kuch mile, wah sab kha-pi lena bahut bhari aparadh hai, iske sambandha mein jo kuch kaha jay, thoda hai