bhulihun man deeje nahi, bhaktani-ninda or |
hot adhik aparadh yah, yaun mat janhu thor || 98 ||
भूलिहुँ मन दीजे नहीं, भक्तनि-निंदा ओर।
होत अधिक अपराध यह, यौं मत जानहु थोर॥९८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ataev, bhulkar bhi kabhi bhakton ki ninda mein ruchi nahi leni chahiye. Yah bahut bada aparadh hai, aisa janna chahiye