ab main saran gehi hai teri | tohin laj sab baat ki meri || 41 ||
अब मैं सरन गही है तेरी। तोहिं लाज सब बात की मेरी॥४१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
aap sarvagya aur sarwavidh samarth hain. Maine aapki sharan grahan ki hai, meri lajja rakhna aapke hath hai