nirakhi arun baindi chhabihi, mati ki gati bhai mook |
manou vidhu pujyau sakhinu, ani phool bandhuk || 11 ||
निरखि अरुन बैंदी छबिहि, मति की गति भई मूक।
मानौं विधु पूज्यौ सखिनु, आनि फूल बंधूक॥११॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri kishori ke lalat-patal par lal rang ki bindi ki chabi dekh kar buddhi vismit rah jati hai, aisa pratit hota hai mano sakhiyon ne bandhuk pushp se chandrama ka pujan kiya ho